Skip to main content

Morey naina




Ishq junoon deewangi apni
aur kahan le jati

Ishq ka pyala pee loun Phir bhi
 Pyas nahi Bhuj Pati

Ishq Ka Mazhab koi nhin hai
Ishq hai sab ka zati

Sath tere Jee Uthti saiyan 
Sath Tere mar jati

Moray naina 
Tum bin Pyase ke Pyase(2×)



Comments

Popular posts from this blog

❤OO Humsafar❤

💕 Bazwaon Main Tou Mujey 💕 💕Beytahasha ghairey Ho💕 💕Kal Ki Fikr Hai Kisko  💕Tum Abhi Tu Mairey Ho💕 💕Main Sirf Tera Rahon Ga💕 💕Tujh Sey Hai Wada Ye Mera💕 💕Tu Mang Le Muskura K 💕 💕Mera Pyar Haq Hai Tera💕 💛💜💙

Main badya tu bhi badya

Khaab ankon main ab nhi atey